bam bhole
bam bhole, bam bam bhole
bam bam bhole, bhole bam bam bhole
bam bhole, bam bam bhole
bam bam bhole, bhole bam bam bhole
mai sare gaon ka chaila
hai koi mastani laila
mai sare gaon ka chaila
hai koi mastani laila
aankh lada du hosh uda du
aisa main hu albela
are bam bhole, bam bam bhole
bam bam bhole, bhole bam bam bhole
chumki re chumki re chumki
mai hu chumki re chumki
chumki re chumki re chumki
mai hu chumki re chumki
achhe achho ki haye nikal gayi
chakri se jaha mai thumki
ha bam bhole, bam bam bhole
bam bam bhole, bhole bam bam bhole
bam bhole, bam bam bhole
bam bam bhole, bhole bam bam bhole
kitne aaye kitne gaye
phir ye akad tujhme kaisi
koi mare pyar kare
tujhme hai kya baat aisi
bam bam bhole, bam bam bhole
bam bam bhole, bam bam bhole
aur kahi jaye na wo meri nazar jisko chhu le
dekhe mera pyar agar ranjhe ko bhi hir bhule
ek taraf ye gaon hai sara ek taraf mai akela
bam bhole, bam bam bhole
bam bam bhole, bhole bam bam bhole
bam bhole, bam bam bhole
bam bam bhole, bhole bam bam bhole
chumki re chumki re chumki
mai hu chumki re chumki
chumki re chumki re chumki
mai hu chumki re chumki
achhe achho ki haye nikal gayi
chakri se jaha mai thumki
ha bam bhole, bam bam bhole
bam bam bhole, aaha bam bam bhole
bam bhole, bam bam bhole
bam bam bhole, bhole bam bam bhole
gaon ki bholi chidiya nahi jo
dana dikha ke fasa le
bijli ke taro se lipti hui mai
dam kisme hath laga le
bam bam bhole, bam bam bhole
bam bam bhole, bam bam bhole
shankar ke jaisa war mangti hai
aaj ke din har ladki
mai bhi kuwara tu bhi kuwari
phir kahe ko tu bhadki
mang le mujhko
roz na lage shivratri ka mela
bam bhole, bam bam bhole
bam bam bhole, bhole bam bam bhole
bam bhole, bam bam bhole
bam bam bhole, bhole bam bam bhole
mai sare gaon ka chaila
hai koi mastani laila
mai sare gaon ka chaila
hai koi mastani laila
aankh lada du hosh uda du
aisa hu mai albela
are bam bhole, bam bam bhole
bam bam bhole bam bam bhole
bam bhole, bam bam bhole
bam bam bhole, bhole bam bam bhole
bam bhole