Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Bambai Se Aaya Mera Dost
4.44 - 39 votes
Rekha, Vinod KhannaDisco Songs, Friendship Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Bambai Se Aaya Mera Dost - बम्बई से आया मेरा दोस्त
mithi hai mosambi to kadva hai karela
maashuk tere andar tu tu tu bahar khadela
ja ja jawani kabse kabse kabse bula rahi hai
buddhi ke chakkar me tu kayeko kayeko kayeko padela

bambai se aaya mera dost, dost ko salam karo
raat ko khao piyo, din ko aram karo
bambai se aaya mera dost, dost ko salam karo
raat ko khao piyo, din ko aram karo
vaah vaah vaah vaah vaah vaah vaah vaah vaah vaah vaah

sab milake naacho gaao, chhutti hai mauj manaao
sab milake naacho gaao, chhutti hai mauj manaao
are are sab milake naacho gaao, chhutti hai mauj manao
sab milake naacho gaao, chhutti hai mauj manaao
bambai se aaya mera dost, dost ko salam karo
raat ko khao piyo, din ko aram karo
vaah vaah vaah vaah vaah vaah vaah vaah vaah vaah vaah

gaye raja maharaja, ab sab tujha maajha
gaye raja maharaja, ab sab tujha maajha
are are milake bajao baaja, halva khaao taaja
milake bajao baaja, halva khaao taaja
sabhi amir bano, garibi dur karo
raat ko khaao piyo, din ko aaram karo
bambai se aaya mera dost, dost ko salam karo
raat ko khao piyo, din ko aram karo
vaah vaah vaah vaah vaah vaah vaah vaah vaah vaah vaah

ab na koi ho kadka, na koi paise vaala
ab na koi ho kadka, na koi paise vaala
are are naachege sab milake, jija ho ya saala
naachege sab milake, jija ho ya saala
chhodo kaale dhandhe, safed kaam karo
raat ko khaao piyo, din ko aaram karo
bambai se aaya mera dost, dost ko salam karo
raat ko khao piyo, din ko aram karo
bambai se aaya mera dost, dost ko salam karo
lyrics of song Bambai Se Aaya Mera Dost
Comments on song "Bambai Se Aaya Mera Dost"
seemam9 on Tuesday, January 12, 2010
bappi lahiri will probably ALWAYS be associated with this song.wonder
how some one else wud hve sung it
Testeraspirant on Thursday, July 07, 2011
Bappi you will be remember to all of us with the following 1.Bambai se aaya
mera dost--Vinod Khanna 2.Atariya pe lotan kabutar--Mithun 3.I am a disco
dancer---Mithun 4.Lal duppatewali tera naam to bata--Govinda 5.Disco
Dandia---Aamir 6.Tohfa tohfa--Jeetendra 7.Ek aankh maru toh rasta ruk
jaye---Jeetendra 8.Disco baadshah--Mithun 9.Tamma Tamma--Sanjay Dutt
10.Mein pyar ki pujarin--Govinda And the very important one Chalte Chalte
mere ye geet yaad rakhna ...Kabhi alvida na kaha.
bipin kishore Xess on Wednesday, October 17, 2012
In childhood I never understood the meaning of this song " Bambay se aya
mera dost, dost ko salam karo, Raat ko khao piyo, deen ko aaram karo". Out
of my innocence i was thinking normally we eat and drink during the day and
take rest during the night but Bambai kaisa city hai bhai ki wahan ke log
rat ko khate-peete hain aour deen ko aaram karte hain. Jub main badda ho
kaar Bangalore Aaya to iska aarth samajh mein ayi.
Suchet Guha on Tuesday, November 11, 2014
Notice...y'all..there is no mention of the word "MUMBAI" This is for the
new generation that adamantly claim it's MUMBAI and not BOMBAY or
BOMBAI.to the point of starting a mini war...:-D
Nath Ravon on Saturday, April 10, 2010
singer is baswraj hiremath. all songs credited to bhappi lahiri are sung by
basavraj Hiremath. I dont know why he never got his name.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Aap Ki Khatir (1977)
Vinod Khanna, Rekha, Nadira, Tarun Ghosh, Om Shiv Puri, Helen, Asrani, Tun Tun, Murad, Mac Mohan, Raza Murad, KuljitBappi Lahiri, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Shailendra Singh, Usha MangeshkarShaily ShailendraBappi LahiriSudhendru RoyHarsh KohliAap Ki Khatir at IMDB      Aap Ki Khatir at WikipediaAap Ki Khatir at YouTube     |    Aap Ki Khatir at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type