banke madari ka bandar dug-dugi pe nache shikandar
banke madari ka bandar dug-dugi pe nache shikandar
khan-khan khanke ginti ke sikke sanson ki taksal mein
moh maya ne uljhaya is farebi jaal mein
khare pani mein dhundhon mitha samandar
arey banke madari ka bandar dug-dugi pe nache shikandar
banke madari ka bandar dug-dugi pe nache shikandar
kimat lagegi thath bath ki
ek baar chadhni hai handi ye kath ki
kaisa kartab hai jane kya kab hai
ungli pe jhule nathni ghat ghat ki
chadha hai jo surur ye marghat ke jamghat mein
pal mein utar jayega
milta hai jab wo kalandar dug-dugi pe nache shikandar
banke madari ka bandar dug-dugi pe nache shikandar
saheb ko zindagi ne jhatka diya
langoti se bandha aur latka diya
saheb ko zindagi ne jhatka diya
langoti se bandha aur latka diya
machega aisa hullad bachega thok na futkar
lutegi vairi bann ke khada na ho tu tann ke
arey hans le pagle thoda sa kya rakha rone mein
lattu ghumein jantar mantar jadu tone mein
do gaz zamin puchhe kitne sawal hain
do gaz zamin puchhe kitne sawal hain
banke madari ka bandar dug-dugi pe nache shikandar
banke madari ka bandar dug-dugi pe nache shikandar
khan khan khanke ginti ke sikke sanson ki taksal mein
mo maaya ne uljhaya is farebi jaal mein
khare pani mein dhoondhon meetha samandar
arey banke madari ka bandar dug-dugi pe nache shikandar
banke madari ka bandar dug-dugi pe naache shik