bana tha ye dil tutne ki hi khatir
bana tha ye dil tutne ki hi khatir
ke shisha jo tuta to hum kya kare
bana tha ye dil tutne ki hi khatir
ye shisha jo tuta to hum kya kare
na ache huye hum jo bimare ulfat
na ache huye hum jo bimare ulfat
mahisa tha jhutha to hum kya kare
bana tha ye dil tutne ki hi khatir
ye shisha jo tuta to hum kya kare
bahut hath jode bahut khai kasme
bahut hath jode bahut khai kasme
jhuth bole na koi baat chupai hamne
wo kasam kaun si hai jo nahi khai hamne
bahut hath jode bahut khai kasme
ab iske siwa or kya apne bas me
khafa wo hua to hamari bala se
khafa wo hua to hamari bala se
wo khud hi jo rutha to hum kya kare
bana tha ye dil tutne ki hi khatir
ye shisha jo tuta to hum kya kare
sabhi ki najar se utara hai mujhko
sabhi ki najar se utara hai mujhko
mohabbat ne dhokhe se mara hai mujhko
mohabbat ne dhokhe se mara hai mujhko
batao tumhi hampe aaye hasne walo
batao tumhi hampe aaye hasne walo
mohabbat ne luta to hum kya kare
bana tha ye dil tutne ki hi khatir
ye shisha jo tuta to hum kya kare
gunehgar to hai farebi nahi hum
gunehgar to hai farebi nahi hum
hum garibo se na yu katraiye
aadmi hum log bhi hai kaam ke
gunehgar to hai farebi nahi hum
bure hai par aise bure bhi nahi hum
bure hai par aise bure bhi nahi hum
jise log kahte hai chahat ka daman
wo daman na chuta to hum kya kare
bana tha ye dil tutne ki hi khatir
ye shisha jo tuta to hum kya kare
Many many thanks for this song. I was looking for it for years !