arth ka anarth karke vyarth yuhi zindagi chali
kal me thoos kar ke vish bhavishya ki phir chita jali
har kar zameer ko zameen pe phas gaya hai jo
sharir uska jal gaya kankal jaisa ho gaya hai vo
is gandagi ko tu bandagi samjh ke saf kar

saap ke jahar se dosti ka dank le raha hai jo
sharir uska jal gaya kankal jaisa ho gaya hai vo
is gandagi ko tu bandagi samjh ke saf kar
is gandagi ko tu bandagi samjh ke saf kar
ye jhuth hai sahi galat kuch to yaar faisala sa ho
sina aage badh ke laa marne ka hausla to ho
jo gir ke uth gaya wahi hai fir jeet to usi ki hai
paap ki patang kat hi jaye reet ye jagat ki hai
is gandagi ko tu bandagi samjh ke saf kar
ham sahan ki shakti char paar karke uss taraf gayi
jund se chalo likhe koi kahani ab nayi nayi
is gandagi ko tu bandagi samjh ke saf kar
is gandagi ko tu bandagi samjh ke saf kar
toofan me ghul raha jahar hai sans sans maangne lagi
kash ki parva teri har aanand aankh uthne lagi
jiska vajir lomdi ke hath takt aa gaya
ham bariso me bigne chale to tan pe rakt aa gaya
is gandagi ko tu bandagi samjh ke saf kar
is gandagi ko tu bandagi samjh ke saf kar
lyrics typed by : pinky thakur