bander ki dugdugi hai, kya jor se baji hai
bander ki dugdugi hai, kya jor se baji hai
samjho ye allaa rakha ki thaap re
kutte ki dum hai tedhi, rahegi tedhi medhi
kis din ye sidhi hogi na puchhiye
jhuth ye chala tha chala hai chalega
lut ye chali thi chali hai maano
inki topi inpe, unki topi inpe
ye hai ulluo ki yara parampara
inki topi inpe, unki topi inpe
ye hai ulluo ki yara parampara
bander ki dugdugi hai, kya jor se baji hai
bander ki dugdugi hai
yaar kholne chala hai, akal ka tala
chaabhi bina khula hai ye sala
aaj usko jo mila hai ye dhan hai kala
kis tarah uchhal raha ha ye sala
saale ne lafa gaal pe de mara
tagda hai lafa karara
koi hathoda taal pe de mara
baj gayi hai meri o yara meri dugdugi