sar sajde mein lakh jhuka ho
karm ho tera bura
is mitti se tu hai khila
is mitti me jaa mila
kyu teri zindagi bas yuhi chalti rahi
tere gunaahon ki baarish se maili zameen huyi
kyu teri zindagi bas yuhi chalti rahi
teri gunaahon ki baarish se maili zameen huyi
kaisi ye chahatein kaisi ye ibadatein
duniya ke bazaaron me
har jagah bikti mili
dar bandeya dar bandeya
dar bandeya dar bandeya
bas pal bhar andhera hai
saamne savera hai
kya hum andhere se juda
roshni kabhi huyi
nadiyan parvat sagar kya
aasmaan bhi rootha hai
badalon ki palko par
aansuon ka dera hai
bhulaaye huye hain sabhi raaste
bujhaaye hauye hain wo chahat ke saare diye
kyu teri zindagi bas yuhi chalti rahi
tere gunaahon ki baarish se maili zameen huyi
kyu teri zindagi bas yuhi chalti rahi
tere gunaahon ki baarish se maili zameen huyi
kaisi ye chahatein kaisi ye ibadatein
duniya ke bazaaron me
har jagah bikti mili
tu dar bandeya
dar bandeya dar bandeya
dar bandeya