kondal vannanaik kovalanay venney
unda vayan en, Ullam kavarndhanai
kondal vannanaik kovalanay venney
unda vayan en, Ullam kavarndhanai
and kon ani arangkan aen amudhinaik
and kon ani arangkan aen amudhinaik
kanda kangal marronrinaik kanave
banke titli dil uda uda uda hai kahi dur
banke titli dil uda uda uda hai kahi dur
chalke khushbu se juda juda juda hai kahi dur
haadse ye kaise ansune se jaise chume andhero ko koi nur
banke titli dil uda uda uda hai kahi dur
sirf keh jaau ya aasma pe likh du
teri tarifo me chashme baddur
banke titli dil uda uda uda hai kahi dur
chalke khushbu se juda juda juda hai kahi dur
kondal vannanaik kovalanay venney
unda vayan en, Ullam kavarndhanai
and kon ani arangkan en amudhinaik
kanda kangal marronrinaik kanave
bhuri bhuri aankhe teri
kangiyo se tej teer kitne chhod e
dani dani baate teri
udti firti panchhiyo ke rukh bhi mode
adhuri thi jara si main puri ho rahi hu
teri saadgi me ho ke chur
banke titli dil uda uda uda hai kahi dur
chalke khushbu se juda juda juda hai kahi dur
raate ghum ke ninde bun ke
chij kya hai khwabdari hamne jaani
tere sur ka saaz banke
hoti kya hai raagdari hamne jaani
jo dil ko bha rahi hai wo teri shayari hai
ya koi shayrana hai fitur
banke titli dil uda uda uda hai kahi dur
chalke khushbu se juda juda juda hai kahi dur
haadse ye kaise ansune se jaise
chume andhero ko koi nur
banke titli dil uda uda uda hai kahi dur
sirf keh jaau ya aasma pe likh du
teri tarifo me chashme baddur
kondal vannanaik kovalanay venney
unda vayan en, Ullam kavarndhanai
kondal vannanaik kovalanay venney
unda vayan en, Ullam kavarndhanai
and kon ani arangkan en amudhinaik
and kon ani arangkan en amudhinaik
kanda kangal marronrinaik kanave
if you wondering wht the tamil verse means. this is a poem wrote 3 thousand year ago
I have seen the One whose color is like dark rainclouds
He is the one with the mouth that swallowed the butter of cowherds,
He is the Lord of the devas, He is Lord Ranganatha,
He is my nectar, my life!
My eyes have seen my Lord and will not see anything else!