Lyrics of Barbaad Meree Duneeya Pal Bhar Me Ho Gayee - बर्बाद मेरी दुनिया पल भर में हो गयी
barbaad meri duniya
barbaad meri duniya
pal bhar me ho gayi
kisko mai dosh du
meri kismat hi so gayi
barbaad meri duniya
dil ko lagi hai aag, aur armaan jal gaye
dil ko lagi hai aag, aur armaan jal gaye
mitthi huyi umeed bhi
mitthi huyi umeed bhi
hain aaj ro rahi
kisko mai dosh du
meri kismat hi so gayi
barbaad meri duniya
hain chha gaya andhera, aankho ke samne
hain chha gaya andhera, aankho ke samne
ro ro ke meri halat
ro ro ke meri halat
aisi hain ho gayi
kisko mai dosh du
meri kismat hi so gayi
barbaad meri duniya
main kya kahu kisi se, kya kho gaya hai mera
main kya kahu kisi se, kya kho gaya hai mera
ke meri zindagi hi
ke meri zindagi hi
mujhse hain kho gayi
kisko mai dosh du
meri kismat hi so gayi
barbaad meri duniya
barbaad meri duniya
pal bhar me ho gayi
kisko mai dosh du
meri kismat hi so gayi
barbaad meri duniya
@Bajaury Great stars were born in KP, the land of Aryans. I used word
"vastly" and by this parameter KP has not so contributed as Punjab. There
were very few lyricists, writers, music directors, directors, technicians
flowed to film world from KP. I think Punjab has two advantages over KP;
first language and other population. I am an ardent lover of KP
personalities like Dilip, Madhubala, Shahrukh, Gul Hamid, Rafiq Ghaznavi,
GM Durrani. Kapoor family lived in KP but ethinically they are Punjabi.