fir dhuye ke gurd me saaya mera, barbaad zindagi
hamne isko gulshan samjha, hai naraz zindagi
kisi ko khush hum rakh na paye, naraz zindagi
ab do raahe hum bich khade hai, do aab zindagi
tu jo mila man mera khil utha
tu kho gaya sab kuch badal gaya
tu jo mila man mera khil utha
tu kho gaya sab kuch badal gaya
tu aaja tham ja, barbaad zindagi
barbaad zindagi, barbaad zindagi
jabse maine dekha, maine jaana maine tab se
tu hi meri zindagi pehchana maine tab se
pyar tujhe karta hu, naal tere marta hu
manga maine jaan-e-jaana tujhko hai rab se
jaise baadlo ko chir ke wo chand nikla ho
jaise kajal laga ke mera jaan nikla ho
koi usko bula do, koi use hi dila do
main karu fariyad mere yaar tum sab se
chaha maine chaha tujhe bahut sanam
tere liye mera pyar kabhi hoga na kam
meri zindagi ne diye mujhe mauke hazaar
baar baar tu na jaa, tujhe meri kasam
kabse hai mohabbat, karu jo ibadat
tu hi meri aadat thi bas jab se
tab hi to chadha tere pyar ka khumar
mere yaaro meri wo, barbaad zindagi
barbaad zindagi, barbaad zindagi