bas me nahi ji dil bas me nahi
ek nai nai nai mulakaat me
kya karun haay haay re
kya karun haay haay re
bas me nahi ji dil bas me nahi
ek nai nai nai mulakaat me
kya karun haay haay re
kya karun haay haay re
tu jo hanse muskuraaye teer chalaye
rup albela tera saha nahi jaaye
lat albeli teri hume uljhaaye
aankh kajraari teri humko sataaye, humke sataaye
bas me nahi ji dil bas me nahi
ek nai nai nai mulakaat me
kya karun haay haay re
kya karun haay haay re
dil lute lena fir batiya banana
kaisa dastur jara tum hi batana
pyaari chhed aur hansna hansana
isi ko ji kahta hai pyar zamana, pyar zamana
bas me nahi ji dil bas me nahi
ek nai nai nai mulakaat me
kya karun haay haay re
kya karun haay haay re
bade mustaane ho ji maan bhi jaao
dil ki lagi ko jara jaan bhi jaao
nahi hai paraye pahchaan bhi jaao
aankh jo milaai hai to dil bhi milaao, dil bhi milaao
bas me nahi ji dil bas me nahi
ek nai nai nai mulakaat me
kya karun haay haay re
kya karun haay haay re
bas me nahi ji dil bas me nahi
ek nai nai nai mulakaat me
kya karun haay haay re
Nice posting of this beautiful song. Love it like it.