bas yahi soch ke
bas yahi soch ke, tumse nazar mila li hain

naye zakhmo ke liye, dil me jagah khali hain

bewafa keh ke mujhe usne
bhari mehfil me
bewafa keh ke mujhe usne
bhari mehfil me
jaane kis baat ki ye
dushmani nikaali hain
naye zakhmo ke liye, dil me jagah khali hain
bas yahi soch ke, tumse nazar mila li hain
log deewana samajhte hain
tere aashiq ko
log deewana samajhte hain
tere aashiq ko
dil lagane ki bahut khub
saza paayi hain
naye zakhmo ke liye, dil me jagah khali hain
bas yahi soch ke, tumse nazar mila li hain
woh mujhe phir se bulate hain
wahin par dekho
woh mujhe phir se bulate hain
wahin par dekho
main na jaaunga jahan kab ki
kasam khaa li hain
naye zakhmo ke liye, dil me jagah khali hain
bas yahi soch ke, tumse nazar mila li hain
bas yahi soch ke, tumse nazar mila li hain
Anoop Jalota is a legend , his voice has a soothing effect , with
pain . His Bas yahi soch ke - Gaire ku dard sunane ki zaroorath kya hai
, pathar bana dya mujhe rone nahi dya - Teri gali se hum jo are few
of his master pieces. I wish he comes back to the gazal world ,
as there no one of his class.