basre ki hur dekho aayi katil hai jiski angdayi
dil ka nagina sath layi dilwalo dil ko sambhalo
basre ki hur dekho aayi katil hai jiski angdayi
dil ka nagina sath layi dilwalo dil ko sambhalo
ankh mujhse milegi to nind teri udegi
ke rang pe hai meri ye jawani
tinke ki tarah tujhe aaj ye bahayegi
ke mauj pe hai dariya ka pani
ankh mujhse milegi nind teri udegi
ke rang pe hai ye meri jawani
tinke ki tarah tujhe aaj ye bahayegi
mauj pe hai dariya ka pani
basre ki hur dekho aayi katil hai jiski angdayi
dil ka nagina sath layi dilwalo dil ko sambhalo
tere liye aayi hu mai sath mere layi hu mai
husno jawani ka khajana aankhe chaar karungi mai
aisa vaar karungi mai khali nahi jayega mera nishana
tere liye aayi hu sath mere layi hu
husno jawani ka khajana aankhe chaar karungi mai
aisa vaar karungi mai khali nahi jayega mera nishana
basre ki hoor dekho aayi katil hai jiski angdayi
dil ka nagina sath layi dilwalo dil ko sambhalo
phul jaisi lagti hu teer jaisi chubti hu
aisi hu mai kafir hasina lutta hai kisi ko jo
lutti hu usi ko mai naam bhi hai mera marjina
phul jaisi lagti teer jaisi chubti
aisi hu mai kafir hasina lutta hai kisi ko
lutti hu usi ko naam bhi hai mera marjina