bazeecha e atfal hai duniya mere aage
hota hai sabo roz tamasha mere aage
hota hai nihan gar duye
sahara mere hote
ghista hai jab ye khak pe
dariya mere aage
mat puch ke kya haal hai
mera tere pichhe
mat puch ke kya haal hai
mera tere pichhe
tu dekh ke kya rang
tera mere aage
bazeecha e atfal hai
duniya mere aage
hota hai sabo roz
tamasha mere aage
bazeecha e atfal hai
imaan mujhe roke hai
jo khinche hai mujhe kof
imaan mujhe roke hai
jo khinche hai mujhe kof
taba mere piche
kali sa mere aage
bazeecha e atfal hai
gogaat ki jumbisal nahi
aankho me to dam hai
gogaat ki jumbisal nahi
aankho me to dam hai
rahne do abhi
sagar aur meena mere aage
bazeecha e atfal hai
duniya mere aage
hota hai sabo roz
tamasha mere aage
bazeecha e atfal hai
English Translation:
Bazeecha-e-atfal hai duniya mere aage, Hota hai shab-o-roz tamasha mere
aage.
The world is a children’s playground before me
Night and Day, this theatre is enacted before me
Hota hai nihan gard mein sehra mere hote ghista hai zabeen khak pe dariya
mere aage
Next to me, the wilderness is shamed into hiding in dust
The servile river grovels in the dust before me
Mat pooch ke kya haal hai mera tere peechhe Too dekh ke kya rang hai tera
mere aage
Do not ask what my condition is without you
Just look at your own comportment before me
Bazeecha-e-atfal hai duniya mere aage, Hota hai shab-o-roz tamasha mere
aage.
The world is a children’s playground before me
Night and Day, this theatre is enacted before me
Imaan mujhe roke hai, jo kheenche hai mujhe kufr Kaba mere peechhe hai
kalisa mere aage.
Faith retards me, where idols lure me
Kaaba is behind me, the church is before me
Bazeecha-e-atfal hai duniya mere aage, Hota hai shab-o-roz tamasha mere
aage.
The world is a children’s playground before me
Night and Day, this theatre is enacted before me
Go hath ko jumbish nahin ankhon men to dum hai, Rehne do abhi sagar-o-meena
mere aage.
Even when hands have no movement, sight retains vitality
So leave the accoutrements of wine before me
Bazeecha-e-atfal hai duniya mere aage, Hota hai shab-o-roz tamasha mere
aage.
The world is a children’s playground before me
Night and Day, this theatre is enacted before me