Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Bechain Bahut Phiranaa Ghabaraaye Huye Rahanaa
3.84 - 25 votes
Ghazals
Video of this song from youtube
Videos of this song are available at YouTube, however embedding of these videos is not available.

You can visit these YouTube links for videos of the song:

https://www.youtube.com/watch?v=4am3PFMKQdU

https://www.youtube.com/watch?v=OWX9RPCJru0

Lyrics of Bechain Bahut Phiranaa Ghabaraaye Huye Rahanaa - बेचैन बहुत फिरना, बेचैन बहुत फिरना
bechain bahut phirnaa, ghabraaye hue rahnaa
ghabraaye hue rahnaa
bechain bahut phirnaa, ghabraaye hue rahnaa
ghabraaye hue rahnaa
ik aag si jajbo ki
ik aag si jajbo ki dahkaaye huye rahnaa
bechain bahut phirnaa, bechain bahut phirnaa
ghabraaye hue rahnaa
ik aag si jajbo ki
ik aag si jajbo ki dahkaaye huye rahnaa
bechain bahut phirnaa, ghabraaye hue rahnaa

chhalkaaye hue chalnaa, chhalkaaye hue chalnaa
chhalkaaye hue chalnaa khushbu lab-e-laali ki
ik baag saa saath apne mahkaaye hue rahnaa
ik baag saa saath apne
ik baag saa saath apne mahkaaye hue rahnaa
ik aag si jajbo ki
ik aag si jajbo ki dahkaaye huye rahnaa
bechain bahut phirnaa, ghabraaye hue rahnaa

ik shaam si kar rakhnaa kaajal ke karishme se
shaam, shaam, shaam, shaam, ik shaam
ik shaam si kar rakhnaa kaajal ke karishme se
ik chaand saa aankho me chamkaaye hue rahnaa
ik chaand saa aankho me chamkaaye hue rahnaa
ik aag si jajbo ki
ik aag si jajbo ki dahkaaye huye rahnaa
bechain bahut phirnaa, ghabraaye hue rahnaa

aadat hi banaa li hai tumne to munir apni
aadat hi banaa li hai tumne to munir apni
aadat hi banaa li hai tumne to munir apni
jis shahar me bhi rahnaa
jis shahar me bhi rahnaa ukataaye hue rahnaa
jis shahar me bhi rahnaa ukataaye hue rahnaa
ik aag si jajbo ki
ik aag si jajbo ki dahkaaye huye rahnaa
bechain bahut phirnaa, ghabraaye hue rahnaa
bechain bahut phirnaa, ghabraaye hue rahnaa
lyrics of song Bechain Bahut Phiranaa Ghabaraaye Huye Rahanaa
Comments on song "Bechain Bahut Phiranaa Ghabaraaye Huye Rahanaa"
ahmadtaus on Monday, February 08, 2010
بے چین بہت پھرنا گھبرائے ہوئے رہنا اک آگ سی جذبوں کی دہکائے ہوئے رہنا
jaani...:) cha gaey.pyaari bhi hai or sachi bhi. maan gia
Nuzhat Ansari on Monday, February 08, 2010
Bohaat Khoob Bohaat Alaa! one of my favorite ghazals thank you for uploading
adilsohawi on Saturday, June 19, 2010
@Asiftabrez thanks asif bhaee for watching and welcome
aamayna on Wednesday, October 03, 2012
Zabardast.thanks for loading black and white version.
rimalh on Friday, October 23, 2009
haaye, ik aag si jazboN ki dehkaaye hue rehna
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Yaadgar Ghazlen (Ghulam Ali)
Ghulam Ali
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type