bedard zamane tu
bedard zamane tu, phir kisko satayega
jab hum na yahaan honge
jab hum na yahaan honge
bedard zamane tu
bedard zamane tu, phir kisko satayega
Jab hum na yahaan honge
Jab hum na yahaan honge
apni khushiyon ke liye
apni khushiyon ke liye, ghar kiska jalayega
jab hum na yahaan honge
jab hum na yahaan honge
bedard zamane tu
bedard zamane tu, phir kisko satayega
jab hum na yahaan honge
jab hum na yahaan honge
jab hogi bhari mehfil, tere chaand sitaaro ki
tere chaand sitaaro ki
jab hogi bhari mehfil, tere chaand sitaaro ki
tere chaand sitaaro ki
ye dard bhare nagamein
ye dard bhare nagamein, phir kaun sunayega
jab hum na yahaan honge
jab hum na yahaan honge
bedard zamane tu
bedard zamane tu, phir kisko satayega
jab hum na yahaan honge
jab hum na yahaan honge
aayegi qayamat jab, teri in baharo ki
teri in baharo ki
aayegi qayamat jab, teri in baharo ki
teri in baharo ki
ye pyaar bhare aansu
ye pyaar bhare aansu, phir koan bahayega
jab hum na yahaan honge
jab hum na yahaan honge
apni khushiyon ke liye
apni khushiyon ke liye, ghar kiska jalayega
jab hum na yahaan honge
jab hum na yahaan honge
bedard zamane tu
bedard zamane tu, phir kisko satayega
jab hum na yahaan honge
jab hum na yahaan honge
jab hum na yahaan honge
jab hum na yahaan honge
jab hum na yahaan honge
jab hum na yahaan honge