dard mein bhi ye lab muskura jaate hai
beete lamhein hamein jab bhi yaad aate hai
dard mein bhi ye lab muskura jaate hai
beete lamhein hamein jab bhi yaad aate hai
beete lamhein
chand lamhaat ke waaste hi sahi
muskuraakar mili thi mujhe jindagi
chand lamhaat ke waaste hi sahi
muskuraakar mili thi mujhe jindagi
teri aagosh mein din the mere kate
teri baaho mein thi meri raate kati
aaj bhi jab woh pal mujhko yaad aate hai
dil se saare gamo ko bhula jaate hai
dard mein bhi ye lab muskura jaate hai
beete lamhein hamein jab bhi yaad aate hai
beete lamhein, beete lamhein
mere kandhe pe sir ko jhukana tera
mere sine mein khud ko chhupana tera
mere kandhe pe sir ko jhukana tera
mere sine mein khud ko chhupana tera
aake meri panaaho me shaamo shahar
kaanch ki tarah wo tut jaana tera
aaj bhi jab vo manjar najar aate hai
dil ki viraaniyo ko mita jaate hai
dard mein bhi ye lab muskura jaate hai
beete lamhein hamein jab bhi yaad aate hai
dard mein, beete lamhein
dard mein, beete lamhein
dard mein, beete lamhein
dard mein, beete lamhein
greatest singer in Indian history for films.some will say Mohammed Rafi or
kishor Kumar,but in my opinion when it's said and done he will have
surpassed them.his breath control is beyond godly and has the sharpest
voice in the country.sadly not many people in India know him.the most
versatile singer in history. soft rock,hard rock(not to forget the heavy
metal-main khuda),country,sad,romantic, trance,everything.once in a
lifetime singer!!kk you are God!!