pehli najar me yeh ghayal ho gaya, dekha dubara toh pagal ho gaya
pehli najar me yeh ghayal ho gaya, dekha dubara toh pagal ho gaya
jaadu ka tere yeh kayal ho gaya
dekha tujhe dil yeh dil, dekha tujhe dil yeh dil
bekabu ho gaya, bekabu ho gaya
pehli najar me yeh ghayal ho gaya, dekha dubara toh pagal ho gaya
jaadu ka tere yeh kayal ho gaya
dekha tujhe dil yeh dil, dekha tujhe dil yeh dil
bekabu ho gaya, bekabu ho gaya
jaane yeh kya hone laga mujhko, dekhu jaha dekhu waha tujhko
naya naya lagta hai sawera, baate teri karta hai andhera
jawani ka mausam mehakne laga, nasha woh chadha mai behakne laga
akele me aata nahi chain ab, bina tere sachmuch adhura hai sab
bin tere jina ab mushkil ho gaya, dekha dubara toh pagal ho gaya
jaadu ka tere yeh kayal ho gaya
dekha tujhe dil yeh dil, dekha tujhe dil yeh dil
bekabu ho gaya bekabu ho gaya
chori chori aankho me sama ke, aankho se sidhe dil me aake
meri teri aankh ladi jab se, hosh nahi nind nahi tab se
tera roop har shabd me geet hai, tera jikr har sur me sangeet hai
kawal chand baadal sitara hai tu, najar hoon mai mera najara hai tu
jivan ka rasta ab manjil ho gaya, dekha dubara toh pagal ho gaya
jaadu ka tere yeh kayal ho gaya
dekha tujhe dil yeh dil, dekha tujhe dil yeh dil
bekabu ho gaya bekabu ho gaya
pehli najar me yeh ghayal ho gaya, dekha dubara toh pagal ho gaya
jaadu ka tere yeh kayal ho gaya
dekha tujhe dil yeh dil, dekha tujhe dil yeh dil
bekabu ho gaya bekabu ho gaya
superb song and azming singing by Uditji and anordha