bekhudi bekhudi mere dil pe aisi chhayi
tu hi tu mujhme samayi, ban gayi meri khudai beliya
duniya ho jaaye parayi, na dena mujhko rihaai
ab qubool na judaai beliya

jahan jahan tera chehra, wahan wahan meri aankhe
sochti hu aksar main toh lamha lamha teri baate
bekhudi bekhudi mere dil pe aisa chhaya
tu hi tu mujhme samaya, ban gaya tu mera saya beliya
duniya ho jaaye parayi, na dena mujhko rihaai
ab qubool na judaai beliya, bekhudi bekhudi
qatra sa mukhtasar hai, ise seene se yun lagana
baagi nahi ye aashiq tera, hai dil ko na aazmana
benazir tujhsa koi na jahan me
tohmato se rehna tu ab juda
bekhudi bekhudi mere dil pe aisi chhayi
tu hi tu mujhme samayi, ban gayi meri khudai beliya
duniya ho jaaye parayi, na dena mujhko rihaai
ab qubool na judaai beliya, bekhudi bekhudi
dhundle hue hai manzar mere, tu raahe inhe dikhana
jaziro se vaasta hai mera, tu rehmat ka hai fasana
kaagzo pe jaise bikhri hai siyahi
kahani apni yun kar bayaan