beliya ab ki ye bahar
koi gul naya khilayegi
beliya ab ki ye bahar
koi gul naya khilayegi
tera mera hoga milan
banenge hum dulha dulhan
aur ye bahar kya dikhayegi
beliya ab ki ye bahar
koi gul naya khilayegi
beliya ab ki ye bahar
koi gul naya khilayegi
tera mera hoga milan
banenge hum dulha dulhan
aur ye bahar kya dikhayegi
beliya ab ki ye bahar
koi gul naya khilayegi
beliya ab ki ye bahar
koi gul naya khilayegi
dil machlene laga aise anjam se
log janenge mujhe tere naam se
bin kiye pyar bhi to gujara nahi
pyar jisne kiya
vo gaya kaam se
mithi mithi hogi jalan
mahakne lagega badan
aur ye bahar kya sajaegi
beliya ab ki ye bahar
koi gul naya khilayegi
beliya ab ki ye bahar
koi gul naya khilayegi
pyar ne jo kahi baat sachi kahi
hota aaya hai jo sada hota wahi
ek duje bina hum adhure se hai
pyar ke rang me rang lo jindagi
hotho pe inakrar hoga
dil to bekarar hoga
ke bahar aisa pyar layegi
beliya ab ki ye bahar
koi gul naya khilayegi
beliya ab ki ye bahar
koi gul naya khilayegi
geet gate rahe ganv ki goriya
bandh le sajna preet ki doriya
lakh chaho magar
ek na ek din pakdi jayegi
ye pyar ki choriya
aisa hoga gali gali
phul ban gayi ye kali
aur ye bahar kya banaegi
beliya ab ki ye bahar
koi gul naya khilayegi
beliya ab ki ye bahar
koi gul naya khilayegi
tera mera hoga milan
banenge hum dulha dulhan
aur ye bahar kya dikhayegi
beliya ab ki ye bahar
koi gul naya khilayegi
beliya ab ki ye bahar
koi gul naya khilayegi
yeh film maine school se bunk mar ke gagan faridabad mien dekhi thi