lagi bujhe nahi kaisi ye aag hai
sujhe kuch nahi kaisi ye aas hai
lagi bujhe nahi kaisi ye aag hai
sujhe kuch nahi kaisi ye aas hai
hai kya dhundhta phire yaha
yaha hai beqarar dil jara mahakna
na gum na gumaan jara mehakna
hai rangiliyo mein duba jaha
tu is lamhe mein samaa hai beqaraar dil
hai raat ye jagi si hairat ne thagi si
jo bhi hui hai parchaiya
hai baat ankahi si aur kuch hai kahi si
bhula do jara pareshaniya
khwabo ko jee le hum is pal mein
baho mein aaj ko bharle
apni hado se padhke tu khud hi ko aazma le yaha
aye beqaraar dil jara mahakna
na gum na gumaan jara mehakna
hai rangiliyon mein duba jaha
tu is lamhe mein samaa
aye beqaraar dil aye beqaraar dil
aye beqaraar dil aye beqaraar dil
rate ye chali chali rate ye thami thami
khush dil kasis sa ye samaa
raunak hansi liye sir pe zameen liye
puch us sitaaro se apna pata
khwahiso ko kharachle
aawaj jeb mein bharle ye jo hai faasle
hai na kyun manzilon se khafa
aye beqaraar dil jara mahakna
na gum na gumaan jara mehakna
hai rangiliyon mein duba jahan
tu is lamhe mein samaa
aye beqaraar dil aye beqaraar dil
aye beqaraar dil aye beqaraar dil