bewafa ajnabi vo teri dosti
khwaab ki tarah kal dekh li
tez barsaat me bhigti raat me
dubti ek ghazal dekh li
dubti ek ghazal dekh li
bas ghazal jaankar gungunata raha
aur hakikat se aankhe churata raha
kachhe dhaage ki tarah kasam tod ke
chal diya dard ke mod pe chhod ke
chal diya dard ke mod pe chhod ke
rang la na saki vo heena pyaar ki
rang la na saki vo heena pyaar ki
maine hatho pe mal dekh li
tez barsaat me bhigti raat me
dubti ek ghazal dekh li
dubti ek ghazal dekh li
dubti ek ghazal dekh li
dubti ek ghazal dekh li
maine jaane wafa aisa chaha na tha
mera dil todne ka irada na tha
saamna ab ho kaise bhi halaat se
par na chhutega hath umrbhar hath se
ab na chhutega hath umrbhar hath se
apni duniya basa le kahi aur hum
apni duniya basa le kahi aur hum
jhuthi duniya to chal dekh li
tez barsaat me bhigti raat me
muskuraati ghazal dekh li
muskuraati ghazal dekh li
is nazar ne kabhi pehle dekhi na thi
wo mohabbat jo kal dekh li
tez barsaat me bhigti raat me
muskuraati ghazal dekh li
muskuraati ghazal dekh li
muskuraati ghazal dekh li
muskuraati ghazal dekh li