aaina bhi unpe kurbaan ho gaya
aaina aaina bhi unpe kurbaan ho gaya
lo ek dushman aur phir paida ho gaya
aaine ka munh bhi hairat se khula rah gaya
aaine ka munh bhi hairat se khula rah gaya
jo bhi dekhega tujh wo dekhta rah jaayega
ek din aisa bhi hoga intejaar yaar me
kisi ke intejaar me kya ho sakta hai
ek din aisa bhi hoga intejaar yaar me
ki nind aa jaayegi darwaaja khula rah jaayega
bewafa bewafa bewafa baawafa nahi hota
bewafa baawafa nahi hota
bewafa baawafa nahi hota
khatm ye faasla nahi hota
bewafa baawafa nahi hota
kuch to majburiya rahi hongi
kuch to majburiya rahi hongi
yu koi bewafa nahi hota
yu koi bewafa nahi hota
khatm ye faasla nahi hota
jee bahut chaahta hai sach bole
jee bahut chaahta hai sach bole
kya kare haunsala nahi hota
kya kare haunsala nahi hota
khatm ye faasla nahi hota
jyada pee kar bahakne lagte hai
jyada pee kar jyada pee kar, jyada pee kar jyada pee kar
jyada pee kar jyada pee kar, jyada pee kar jyada pee kar
jyada pee kar bahakne lagte hai
kam peeye to nasha nahi hota
kam peeye to nasha nahi hota
khatm ye faasla nahi hota
raat ka intejaar kaun kare
raat ka intejaar kaun kare
aajkal aajkal, aajkal din me kya nahi hota
aajkal din me kya nahi hota
khatm ye faasla nahi hota
bewafa baawafa nahi hota
bewafa baawafa nahi hota