bewafa main ja raha hu teri duniya chhod kar

ban gayi gairo ki dulhan
dil ko mere tod kar

pyar ko mere sitamgar tune jana hi nahi
najar ki chot kaleje pe khake baith gaye
utha jo dard to dil ko daba ke baith gaye
sunate kisko ye ranjo alam ka afsana
sunate kisko ye ranjo alam ka afsana
gham-e-judai me aansu baha ke baith gaye
pyar ko mere sitamgar tune jana hi nahi
main tera apna tha jaalim koi begana nahi
gair ke sang tu to chal di
mujhse munh ko mod kar
bewafa main ja raha hu teri duniya chhod kar
bewafa main ja raha hu teri duniya chhod kar
teri kasme, tere vaade bewafa jhuthe sabhi
humne chaha jise zindagi ki tarah
humne chaha jise zindagi ki tarah
dil ko masla usi ne kali ki tarah
jaam bhar bhar ke gairo ko dete rahe
jaam bhar bhar ke gairo ko dete rahe
main khada hi raha ajnabi ki tarah
teri kasme, tere vaade bewafa jhuthe sabhi
zakhm wo mujhko diye hai wo bharenge na kabhi
kya mila tujhko sitamgar
mujhse rishta tod kar