bevafa yun tera muskurana
bevafa yun tera muskurana
yaad aane ke kaabil nahi hai
bevafa yun tera muskurana
yaad aane ke kaabil nahi hai
is kadar julm dhaye hain tune
is kadar julm dhaye hain tune
sar uthane ke kaabil nahi hai
bevafa yun tera muskurana
yaad aane ke kaabil nahi hai
bevafa yun tera muskurana
maine khat likh ke unko bulaya, bulaya
maine khat likh ke unko bulaya
aake kashid ne dukhda
unke pairon me mehndi lagi hain
unke pairon me mehndi lagi hain
aane jaane ke kaabil nahi hain
unke pairon me mehndi lagi hain
aane jaane ke kaabil nahi hain
bevafa yun tera muskurana
maine phon kar ke unko bulaya, bulaya
maine phon kar ke unko bulaya
unki mummy ne aake uthaya
maine phon kar ke unko bulaya
unki mummy ne aake uthaya
unke hatho me mehndi lagi hain
unke hatho me mehndi lagi hain
phone uthane ke kaabil nahi hain
unke hatho me mehndi lagi hain
unke hatho me mehndi lagi hain
phone uthane ke kaabil nahi hain
bevafa yun tera muskurana
maine puchha ki kal sab kaha the, kahan the
maine puchha ki kal sab kaha the
pahle sharmaaye fir hanskar bole
aap wo baat kyun puchhte ho
aap wo baat kyun puchhte ho
jo bataane ke kaabil nahi hain
aap wo baat kyun puchhte ho
jo bataane ke kaabil nahi hain
bevafa yun tera muskurana
yaad aane ke kaabil nahi hai
bevafa yun tera muskurana
yaad aane ke kaabil nahi hai
bevafa yun tera muskurana
bevafa yun tera muskurana
Very charming and sweet voice, lucid like a piece of well-crafted and
polished crystal. Thanks,Ajay.