marne ke baad bhi
meri aankhein khuli rahi
ha marne ke baad bhi
meri aankhein khuli rahi
aadat padi hui thi inhe intzaar ki
aadat padi hui thi inhe intzaar ki
jabse tumhe dil se bhulane ki kasam khaayi hai
jabse tumhe dil se bhulane ki kasam khaayi hai
aur pehle se bhi zayda
teri yaad aayi hai
teri yaad aayi hai
saat janam ka naata tha ye
pal mein tuta, pal hi tha ye
kya hua hai, kuch na puchho
kya bolu main, kya na
saundhi saundhi khushboo teri
parchhayi kyun harsu teri
jaane bhi de, jaane bhi de
bhulu ab main zara sa
tu bewafa
dil jo tuta achha hai na
isme tum hi rehte the na
phir ye gham kyun
aakhein nam kyun
kya bolu main, kya na
ab ke sawan aise barse
teri ankhiyan aansu tarse
jaane bhi de, jaane bhi de
hans lu ab main zara sa
tu bewafa, tu bewafa
tu bewafa, tu bewafa
teri wafa, meri khata
par tujhe kya
bewafa, bewafa
bewafa, bewafa
saat janam ka naata tha ye
saatva hi ho janam ye
jaane bhi de, jaane bhi de
jee lu ab main zara sa
tu bewafa
tu bewafa, tu bewafa
tu bewafa, tu bewafa
Musical masterpiece..
Testament to the fact that Euphoria has made muscial timepieces almost all
the time..all the way from 1998's Dhoom..and Maeri..and Mehfuz..and
Bewafa..