Video of this song from youtube
Lyrics of Bezubaan (Jheeni Jheeni In Saanso Se) - बेजुबान ( झीनी झीनी इन साँसों से )
kis lamhe ne thumi ungli meri
fusla ke mujh ko le chala
nange paaon daudi aankhe meri
khwabo ki saari bastiyaan
har daoriyaan har fasle kareeb hai
is umr ki bhi shakshiyat ajeeb hai
jhini jhini in saaso se, pehchani si aawazo me
gunja hai aaj aasman, kaise hum bezubaan

is jeene mein kahi hum bhi the
the zyada ya zara kam hi the
ruk ke bhi chal pade magar raste sab bezubaan

jeene ki yeh kaisi aadat lagi
bematlab karze chad gaye
haadso se bach ke jaate kaha
sab rote haste seh gaye
ab galtiyaan jo maan le to thik hai
kamzoriyo ko maat de to thik hai
jhini jhini in saaso se, pehchani si aawazo me
gunja hai aaj aasman, kaise hum bezubaan
lyrics of song Bezubaan (Jheeni Jheeni In Saanso Se)
Comments on song "Bezubaan (Jheeni Jheeni In Saanso Se)"
alexiscruzitalia on Thursday, May 14, 2015
Kis lamhe ne thaami ungli meri
Phusla ke mujhko le chala
Nange paaon daudi aankhein meri
Khwabon ki saari bastiyan
Har dooriyaan har faasle qareeb hain
Iss umr ki bhi shakhsiyat ajeeb hai

Jheeni jheeni inn saanson se
Pehchaani si awaazon mein
Goonje hai aaj aasmaan
Kaise hum bezubaan
Iss jeene mein kahin hum bhi thhe
Thhe zyada ya zara kam hi thhe
Ruk ke bhi chal pade magar
Raste sab bezubaan

Jeene ki ye kaise aadat lagi
Bematlab ye karze chadh gaye
Haadson se bach ke jaate kahaan
Sab rote hanste seh gaye
Ab ghalatiyan jo maan li toh theek hai
Kamzoriyon ko jo maat di toh theek hai

Jheeni jheeni inn saanson se
Pehchaani si awaazon mein
Goonje hai aaj aasmaan
Kaise hum bezubaan
anjana navarathna on Tuesday, June 09, 2015
Haha! Its so cool and very emotional song . I feeling so sensitive feelings
and its really awesome.
Also it has strong truth I mean about hidden truth more than when we're
camparing another time wasting Hindi songs.
Nice job and deepika and irfan very emotional and very interesting on this
film.soooooooo nice.
Wish u!
priyanka dupatte on Friday, September 25, 2015
This was one of the beautiful song gifted by Anupam Roy """ . Heart
touching lyrics , music and very soft voice makes me to listen it more and
more . Hadso se bachke jaate kaha sab rote hask seh gaye , Is seene mai
kahi hum bhi the the zyada ya zara kam hi the rukh k bhi chal pade magar
,raste sab bezubaan .
john felix on Wednesday, April 15, 2015
This is a beautiful song. Deepika looks so beautiful in such a De-glam
role. Pleasant to the eyes and ears. Their chemistry is a treat to watch.
No touching, n kissing but simply in words n eye contact. Beautiful song n
beautiful deepika. Best of luck for the team piku.
xhocakesx on Wednesday, April 22, 2015
So nice to hear such beautiful music in bollywood films again. The recent
music that is westernized is so jarring to the ear that it could never
replace such a pleasing and beautiful sound that is emphasized by India's
own instruments
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Piku (2015)
Amitabh Bachchan, Deepika Padukone, Irrfan Khan, Jishu Sengupta, Raghuveer Yadav, Moushumi Chatterjee, Akshay OberoiAnupam Roy, Shreya Ghoshal, Sunidhi ChauhanAnupam Roy, Manoj YadavAnupam RoyShoojit SircarN P Singh, Ronnie Lahiri, Sneha RajaniPiku at IMDB      Piku at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type