Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Bezubaan Kab Se - बेजुबान कब से
samajh na mujhe, samajh na mujhe
samajh na mujhe halka re
sambhal ke jara sambhal ke jara
sambhal ke jara rehna re
samajh na mujhe, samajh na mujhe
samajh na mujhe halka re
sambhal ke jara sambhal ke jara
sambhal ke jara rehna re
seene main hain dariya
hai koi na ho jariya
keh dunga jo nahi kahaa kabhi

bezubaan..bezubaan
bezubaan kab se main raha
begunaah sehta main raha
bezubaan kab se main raha
begunaah sehta main raha
junoon mera hai ek dariya
dariyan hai roke se rookna nahi
toofan ke aage jhukana nahi
cheer ke tufaan ke paar le jaayega

naachana meri jubaani hai
naachana hai mera daana hai
paani hai naachana
main shaant hun to toofani hai naachana
main raja hun meri rani hain naachana
naachana mera samman hai naachana
teer se chhoota kamaan hai naachana
mera dharam aur imaan hai naachana
ek hi mera bhagwaan hai naachana
bhagwaan hai naachana
bezubaan
once again back again yo

kaat le, baat le
kat jayenge par hum ab jhukne waale nahi
hum ek the (ek the!)
hum ek hai (ek hai!)
teri baaton se to hum batne waale nhi
seene mein hai dariya
hai koyi na aur jariya
keh dunga jo nahi kaha kabhi
bezubaan kab se main raha
begunaah sehta main raha
bezubaan kab se main raha
begunaah sehta main raha
lyrics of song Bezubaan Kab Se
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Street Dancer 3d (2020)
Yash Narvekar, Parampara Thakur, Badshah, Neha Kakkar, Jasmine Sandlas, Garry Sandhu, Arijit Singh, Bohemia, Guru Randhawa, Tulsi Kumar, Shankar Mahadevan, Udit Narayan, Siddharth Basrur, Jubin Nautiyal, Gurinder Seagal, Neeti Mohan, Dhvani Bhanushali, Milind Gaba, Divya KumarP K Mishra, Shabbir Ahmed, Tanishk Bagchi, Badshah, Garry Sandhu, Priya Saraiya, Guru Randhawa, Sameer, Mayur Puri, Jigar Saraiya, Kunaal Verma, Milind Gaba, Asli Gold, Bhargav Purohit, KumaarA R Rahman, Tanishk Bagchi, Badshah, Garry Sandhu, Intense, Sachin Jigar, Guru Randhawa, Shankar Ehsaan Loy, Harsh Upadhyay, Gurinder SeagalStreet Dancer 3d at IMDB      Street Dancer 3d at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type