bahgwan bata kya haye
bhagwan bata kya yahi insaf hai tera
insaf hai tera chhaya hai mere
armano ki basti mein andhera
bahgwan bata kya haye
bhagwan bata kya yahi insaf hai tera
insaf hai tera
ho itna to bata de mujhe
kya meri khata hai
kis paap ki mujhe di
kaisi saja hai kuch bol
kya khamosh hai kya soch raha hai
munh mod liya duniya ne
aur tu bhi khafa hai
kal tak thi sakhi
par aaj nahi koi mera
bahgwan bata kya haye
bhagwan bata kya yahi insaf hai tera
insaf hai tera
hai raham naam dayalu
aur kaam satana tera
aata hai jale ko khub jalana
aankhe na ho jiski use
kya jakhm dikhana
jo sun na sake afsana
use kya sunana
lagta nahi kisne ham sab ko fera
bahgwan bata kya haye
bhagwan bata kya yahi insaf hai tera
insaf hai tera