bhala tha kitna apna bachpan
bhala tha kitna
bhala tha kitna apna bachpan
bhala tha kitna
din bhar to pedo ke tale
rehti thi pasiri aanchal
din bhar to pedo ke tale
rehti thi pasiri aanchal
aur me daalo se feka karta
tha tod ke phal
aur me daalo se feka karta
tha tod ke phal
maali tha bas
humara dushman
apna bachpan
bhala tha kitna
bhala tha kitna apna bachpan
bhala tha kitna
yaad bhi hai wo khel ki baat
jab hum nikalte the barat
yaad bhi hai wo khel ki baat
jab hum nikalte the barat
ladke mujhko dulha banate
sakhiya tujhko banati dulhan
apna bachpan
bhala tha kitna
bhala tha kitna apna bachpan
bhala tha kitna
din ke khel me aur raato ko
baato me kho jate the
raja rani ke kise
sunte sunte so jate the
din ke khel me aur raato ko
baato me kho jate the
raja rani ke kise
sunte sunte so jate the
aankh me mehr ka naam nhi tha
aankh me mehr ka naam nhi tha
dil ki koso dur thi dhadkan
apna bachpan
bhala tha kitna
bhala tha kitna apna bachpan
bhala tha kitna