jo bhang mili jo bhang mili doodh me
to dudh ne bhi badla rang jo bhang mili doodh me
to dudh ne bhi badla rang
gatki ho bund ek to dafli ke sang dekho
bajne laga bajne laga bajne laga hai jang
dafli baji changi baja barso ke baat aaya maza
pile re babu pile jamke re tu aaj pile
bhulake sare gam zindagi tu jile ho zindagi tu jile
pine ka bahana hai sang aaj zamana hai
karle tu dil ki puri mita de sari duri
mita de sari duri duri jiske sang
jo bhang mili jo bhang mili doodh me
to dudh ne bhi badla rang jo bhang mili doodh me
to dudh ne bhi badla rang
rut hai jawa ham bhi jawa jaye to ab jaye kaha
rut hai jawa ham bhi jawa jaye to ab jaye kaha
jaye kaha munna jaye kaha ab sawan ki jhadi me
bhi shamma jal rahi hai yaha ha jal rahi hai yaha
ye aag kyu acchi lage soye hue armaa jage
haan ye aag kyu acchi lage soye hue armaa jage
kuch mai kahu kuch tu kahe aa baith mere sang
aa baith mere sang jo bhang mili jo bhang mili doodh me
to dudh ne bhi badla rang haa bhang mili doodh me
to dudh ne bhi badla rang
badal bhi bahakne lage niyat bhi badalne lage
dekh ke tujhko haan dekh ke tujhko
insan bahak jaun hosh me rah na paun
kar dena hamko maaf kar dena hamko
koi chue tera badan hoti hai kyu mujhko jalan
jab bhi chale thandi pawan nache re kyu nache re man
apni nahi khabar mujhe tera chada hai rang
tera chada hai rang haa tera chada hai rang
jo bhang mili jo bhang mili doodh me
to dudh ne bhi badla rang jo bhang mili doodh me
to dudh ne bhi badla rang
જય શ્રી કૃષ્ણ