ro ro kar kahta hai himalya or ganga ka pani
azadi pakar bhi hamne kadar na iski jani
bharat to hai azad hum azab kab kahlayenge

kabhi ram raz ke din ab aayenge ke na aayenge

dusman se bachkar aa gaye apno me aakar lut gaye

tufan se kashti ko hum sahil pe lakar lut gaye
sahil pe lakar lut gaye, kya thi khabar
kya thi khabar ghar me bhi hum sukh se na jine payenge
kabhi ram raz ke din ab aayenge ke na aayenge
aisi hawa aisi faza aisa kahin pani nahi

dunia me koi desh bhi is desh ka swami nahi
is desh ka swami nahi, sansar kya
sansar kya hai swarg me mitti na aisi payenge
kabhi ram raz ke din ab aayenge ke na aayenge
dil me yahi arman hai ye gulsita jinda rahe

ham ho na ho tum ho na hindusta jinda rahe
hindusta jinda rahe, markar kabhi
markar kabhi laute agar wapis yahi pe aayenge
kabhi ram raz ke din ab aayenge ke na aayenge
bharat to hai azad hum azab kab kehlayenge
azab kab kehlayenge, azab kab kehlayenge
azab kab kehlayenge