saathiya baat hue meri dile maikhane me rakh

ek takhti pe ye likh ke kisi bazaar me rakh
mar jaaun to mitti se meri innt banaa
aur uas innt ko maikhane ki diwar me rakh
vact banjara hai jab la chlega ek din
dekh lena ke yhi hoke rhega ek din
meri mitti ko bhi dhyega koi ujaagar
tut kar mera badan jaam bnega ek din
tut kar mera badan jaam bnega ek din
bhari baarish me bhi har vact shola sa lapkata hai

naa jaane khake maikhana me kiska dil dhadkta hai

hmare dil ka koi zakham hai ya dhyaan hai uska

naa jaane kaun hai ghar me ke saara ghar mahkata hai
naa jaane kaun hai ghar me ke saara ghar mahkata hai
bhari baarish me bhi har vact shola sa lapkata hai
nahi maalum kya rista hai paimaane se aankho ka

chhalak padti hai aankhe jab bhi paimaana chhalkta hai
chhalak padti hai aankhe jab bhi paimaana chhalkta hai
naa jaane khake maikhana me kiska dil dhadkta hai
bhari baarish me bhi har vact shola sa lapkata hai
dile betaab to kab ka hua khamosh ro ro kar

to phir ye kaun mujhme chhup ke raato ko siskta hai