bhari mehfil mein ishare se bulaya kije
nazar pe nazar rakh ke aankh milaya kije
tere gale se lag ke rasili raat jawa ho gayi
tere labo ko chhu ke laga ki baat jawan ho gayi
labo ke nagme nigaho se sunya kije
nazar pe nazar rakh ke aankh milaya kije
bhari mehfil mein ishare se bulaya kije
nazar pe nazar rakh ke aankh milaya kije
koi na dekhe dil ke iraade
kore kaware hotho ke wade
koi na dekhe dil ke iraade
kore kaware hotho ke wade
kaap rahi hai husn ke aage
koi to uski shamma bujha de
bujha ke shamma kabhi dil bhi jalaya kije
nazar pe nazar rakh ke aankh milaya kije
bhari mehfil mein ishare se bulaya kije
nazar pe nazar rakh ke aankh milaya kije
aur sunehari hone lagi hai parchhaiya jaam ki
aise mein koi kaise guzare tanhaiya shaam ki
dabi palko se fasano ko chhupaya kije
nazar pe nazar rakh ke aankh milaya kije
bhari mehfil mein ishare se bulaya kije
nazar pe nazar rakh ke aankh milaya kije