bhavi badi prabal hoti is par na kisi ka jor chale
isliye ho vivash dwarika dhish yudh ki aur chale
kya karte govind mhabharat tha desh ke bhag me
kud pade korav pandav ek divash dhadkati aag me
bhagwan krishan ko apna vachan nibhana pada
do bhinay disha me bhaiyo ko jana pada
bhagwan krishan ko apna vachan nibhana pada
do bhinay disha me bhaiyo ko jana pada
he badrinath jai jai kalyan karo bhagwan
he badrinath jai jai kalyan karo bhagwan
kashi vishweshwar jai uddhar karo bhagwan
he rameshvar jai jai beda par karo bhagwan
kya hua ran me kya batlaye lakho dulhne huyi vidhvaye
kya hua ran me kya batlaye lakho dulhne huyi vidhvaye
jab beto ki chitaye jali to
jab beto ki chitaye jali to royi koti koti mataye
chup chap parbhu ko ye bhi dukh uthana pada
do bhinay disha me bhaiyo ko jana pada
he matsyavar jai jai om shanti shanti shanti
he kurma avtar jai jai om shanti shanti shanti
barha avtar jai jai om shanti shanti shanti
nar singha avtar jai jai om shanti shanti shanti
he bhavna avtar jai jai om shanti shanti shanti
he parbhu parshuram jai jai om shanti shanti shanti
he raghukul ke ram jai jia om shanti shanti shanti
ugha shanti ka suray dhara par parkata punay prakash
jagi dharam ki jyoti jagat me hua paap ka nash
satay hua sapna hal dhar ka hua hari ka kaam
jai jai jai shri krishan janadan
jai jai jai shri balram