om om
bhavishya mai jaanu hoon
fir bhi maun hoon ye baat samagh le
anjaan hu to isliye narayan guru hai
unse siksha leke hoga safal jeevan
tera jag me naam
tu hi sab jaane ye jag tujhe mane
tu hi sab jaane ye jag tujhe mane
tu hai prabhu gyani jag agyani
tu hai gyani jag agyani mahima teri kisne jaani
tu hi sab jaane ye jag tujhe mane
yug badlega manav bhi ye
mai badlunga raat aur din ye
ha badlenge raat aur din ye
is kaliyug se saare paap mite
sare moh mite kripa se teri
sare moh mite kripa se teri
jo kare bhakti to mile mukti
jo kare bhakti to mile mukti
ho param gyani tum ho tatv gyani
tu hi sab jaane ye jag tujhe mane
sare tatvo ko sadar ke liye
saat mata ko tune baant diya
saat mata me tune baant diya
saat tatvo ko tune jod ke
usme vedo ko janam diya
usme vedo ko phir janam diya
janam mitti me mila mittii me
janam mitti me mila mittii me
maanav ke rup ki murti me
nirgun nirvikar hai ye param satay hai
tu hai gyani jag agyani
tu hai gyani jag agyani
mahima teri kisi ne na jaani
tu hi sab jaane ye jag tujhe mane