bheegi bhieegi raat me, hogi unse mulakat
to ho kya aage tauba hain
aisi thi barsat, chhuda ke sanwariya se haath
waha koi bhage tauba hain
bheegi bhieegi raat me, hogi unse mulakat
to ho kya aage tauba hain
maine kaha bas, ghar jaane do
bole balam dil, bhar jaane do
pyaar ki gali me, hame mar jaane do
krna tha inkaar, magar main kar baithi ikraar
jaadu jaadu tauba hain
bheegi bhieegi raat me, hogi unse mulakat
to ho kya aage tauba hain
dur khdi mar, jaati shrm se
itane me jor se, bijali chamki
tham li main dar se, tauba balam ji
fir ho gayi majbur, ki ho na payi unse dur
ho naina lage tauba hain?
bheegi bhieegi raat me, hogi unse mulakat
to ho kya aage tauba hain
aur kisi se tu, ye baat na kahana
chaahe ye jab tak, raaj na kahna
kal fir honge ham, saath na kahana
chhede saara gaon, pahan ke laakh dharu panw
payal baaje tauba hain
bheegi bhieegi raat me, hogi unse mulakat
to ho kya aage tauba hain
aisi thi barsat, chhuda ke sanwariya se haath
waha koi bhage tauba hain