bheegi bheegi raato me tum
bemausam barsaato me tum
tum ho mere paimaane me
behaki behaki baato me tum
bheegi bheegi raato me tum
bemausam barsaato me tum
tum ho mere paimaane me
behaki behaki baato me tum
bheegi bheegi raato me tum
kaisa dhan aur kaise daulat
mera hasil meri chahat
kaisa dhan aur kaise daulat
mera hasil meri chahat
tum hi lakeeren tum hi kismat
mere khali haatho me tum
bheegi bheegi raato me tum
bemausam barsaato me tum
tum ho mere paimaane me
behaki behaki baato me tum
bheegi bheegi raato me tum
din me suraj banke mile ho
raat ko chanda jaise khile ho
din me suraj banke mile ho
raat ko chanda jaise khile ho
lekin mere dil me base ho
jugnu banke raato me tum
bheegi bheegi raato me tum
bemausam barsaato me tum
tum ho mere paimaane me
behaki behaki baato me tum
bheegi bheegi raato me tum
maikhane me bhar ke jaam
bhule bisre yaaro ke naam
maikhane me bhar ke jaam
bhule bisre yaaro ke naam
geet milan ke gaao nijaam
tanha tanha raato me tum
bheegi bheegi raato me tum
bemausam barsaato me tum
tum ho mere paimaane me
behaki behaki baato me tum
bheegi bheegi raato me tum
bheegi bheegi raato me tum
bheegi bheegi raato me tum
This ghazal is sooo...good! Most beautiful rendition! Where do you find
those so special songs? I'm very grateful for it. It's very nice of you to
share your precious ghazals with us! Thanks a millon times over for doing
so! Evev so I can't understand the words, it's so lovely to listen to!!!