bheegi bheegi yaade, bheegi bheegi yaade
na main janu, na tu jaane
phir kyu hai ye tanhai, kaisi hai ye ruswayi
gum ho gaye tum, kho gaye hum
wo lamhe
aandhi ho ya tufan ho
mere man mein rahe tu sada
koi apna ho ya paraya ho
use dhundu main kahan
phir kyu hai ye tanhai, kaisi hai ye ruswayi
gum ho gaye tum, kho gaye hum
wo lamhe
raate koi na jane
thi kaisi baate, wo barasate
wo bheegi bheegi yaade, wo bheegi bheegi yaade
sagar ki in lahro se gehra hai mera pyaar
sehrao ki hawaon mein kaise aayegi bahar
phir kyu hai ye tanhai, kaisi hai ye ruswayi
gum ho gaye tum, kho gaye hum
wo lamhe, wo raate koi na jane
thi kaisi baate, wo barasate
wo bheegi bheegi yaade, wo bheegi bheegi yaade
wo lamhe wo raate, koi naa jane, bheegi yaade
wo lamhe wo raate, koi naa jane, bheegi yaade
wo lamhe wo raate, koi naa jane, bheegi yaade
wo lamhe wo raate
koi na jane bheegi yaade
wo lamhe
I truly believe Atif is one of the WORLD'S most talented singer and he kind
of reminds me of the Colombian singer Juanes. I've lost total respect for
Abijeet and could care less for his musical contribution. From a music
lover who happens to be Indian.