Lyrics of Bholi Surat Dil Ke Khote, Naam Bade Aur Darshan Chhote - भोली सूरत दिल के खोटे, नाम बड़े और दर्शन छोटे
bholi surat dil ke khote
naam bade aur darshan chhote, darshan chhote
bholi surat dil ke khote
naam bade aur darshan chhote, darshan chhote
naye zamaane ke ye chhaila, ujle kapde dil hai maila
naye zamaane ke ye chhaila, ujle kapde dil hai maila
rang birangi inki tie, ghar mein lekin kadki chaayi
kadki chaayi, kadki chaayi, kadki chaayi
rang birangi inki tie, ghar mein lekin kadki chaayi
fashion mein dil lote pote
naam bade aur darshan chhote, darshan chhote
bholi surat dil ke khote
naam bade aur darshan chhote, darshan chhote
naye zamaane ki ye naari
unchi sendal baaki saadi
naye zamaane ki ye naari
unchi sendal baaki saadi
naino mein kajra hothon pe laali
haath mein kangan kaan mein baali, kaan mein baali
naino mein kajra hotho pe laali
nakhre bade mote mote
naam bade aur darshan chhote, darshan chhote
bholi surat dil ke khote
naam bade aur darshan chhote, darshan chhote
husn aur ishq ki ye ladayi
shuru se jag mein hoti aayi
na koi jeete na koi haare
ajee kyun na phir mil jaaye pyaare
na tum bade na hum chhote
naam bade aur darshan chhote, darshan chhote
bholi surat dil ke khote
naam bade aur darshan chhote, darshan chhote
bholi surat dil ke khote
naam bade aur darshan chhote, darshan chhote
Innocent faces, with hollow hearts. With long names and small actions. The
new age has these qualities, bright clothes and dirty hearts. Colorful
embroideries but bankrupt homes. The new age woman, with high sandals and a
Sari. Eye shadows in their eyes, red lips, bangles in their hands, earings
in ears. Eye shadows in their eyes, red lips with fat excuses, big names
and small actions. Innocent faces, with hollow hearts. With long names and
small actions.