in budhe pahado par
in budhe pahado par
kuch bhi to nahi badla
in budhe pahado par
sadiyo se giri barfe
sadiyo se giri barfe
aur unpe barasti hai har saal nayi barfe
in budhe pahado par
ghar lagte hai kabro se
ghar lagte hai kabro se
khamosh safedi me
kuch waise darakhto ke
na aab tha, na daane
na aab tha, na daane
angoza ki vaadi me
bhedo ki gayi jaane
unche kohsaro ke
unche kohsaro ke
girte huye daaman me
jungle hai chala
jungle hai chala roke
jungle hai chala roke
sab laal se rahte hai
sab laal se rahte hai
jab dhup chamakti hai
kuch aur dahakte hai
har saal chinaro me ek aag ke lagne se
marte hai hazaro me
in budhe pahado par
in budhe pahado par
kuch bhi to nahi badla
in budhe pahado par
har saal umadta hai
har saal umadta hai
dariyao pe barish me
ek daura sa padta hai
sab tod girata hai
sang lake chattano se
kya sar takrata hai
aarif ka kahna hai
rahna hai chattano ko
dariyayo ko bahna hai
ab ke tufani me
kuch dub gaye gaanv
kuch gal gaye paani me
chadhti rahi kurbani
algoza ki vaadi me
bhedo ki gayi jaane
naani ki agar maane
naani ki agar maane
to bhediya jinda hai
jayengi abhi jaane
jayengi abhi jaane
in budhe pahado par
kuch bhi to nahi badla
in budhe pahado par
in budhe pahado par
can someone post the lyrics please...