muddate ghuzri teri yaad bhi aayi na hume
aur hum bhul gaye ho tujhe aisa bhi nahi
bhool jaane ka hosla na hua
bhool jaane ka hosla na hua
door rahkar bhi wo juda bhi na hua
bhool jaane ka hosla na hua
door rahkar bhi wo juda bhi na hua
bhool jaane ka hosla na hua
tumse milkar kisi se kya milte
tumse milkar kisi se kya milte
koi tujh jaisa dusra na hua
koi tujh jaisa dusra na hua
bhool jaane ka hosla na hua
mere shero mein uski surat hai
mere shero mein uski surat hai
jisko dekhe huye zamana hua
jisko dekhe huye zamana hua
bhool jaane ka hosla na hua
sirf usse wafa na ki raashid
sirf usse wafa na ki raashid
jo kabhi humse bewafa na hua
jo kabhi humse bewafa na hua
bhool jaane ka hosla na hua
door rahkar bhi wo juda bhi na hua
bhool jaane ka hosla na hua
bhool jaane ka hosla na hua
thnx again sir ji 4 upload beautiful ghazal