bhula nahi maa har pal tujko yaad kiya maine
tera darshan bahut dino ke baad kiya maine
naacho re gaao re aaj khushi ka din hai ho
bhula nahi maa

dhol baja deepak jala aarti utari
mai to chala bachpan se he aye maa tera pujari
charno me tere hi beete mere pal chin ho
bhula nahi maa har pal tujko yaad kiya maine
tera darshan bahut dino ke baad kiya maine
naacho re gaao re aaj khushi ka din hai ho
bhula nahi maa
rakha tune jis haal me us haal me muskuraya
rahu kahi chinta nahi sar pe hai maa tera saya
sare jahan me nahi koi ma tere bin ho
bhula nahi maa har pal tujko yaad kiya maine
tera darshan bahut dino ke baad kiya maine
naacho re gaao re aaj khushi ka din hai ho
bhula nahi maa
ho sakta hai kuch bhi yaha jaane na kya hoga
fir bhi o maa tu hai jaha jo bhi hoga aacha hoga
teri kripa ho to kya kaam hai fir kathin ho