bhulnewale se koi kah de zara
bhulnewale se koi kah de zara
is tarah yaad aane se kya fayda
bhulnewale se koi kah de zara
bhulnewale se koi kah de zara
is tarah yaad aane se kya fayda
jab mere dil ki duniya basate nahi
jab mere dil ki duniya basate nahi
phir khyalo me aane se kya fayda
char tinke jalane se kya mil gaya
mit saka na zamane se mera nisha
char tinke jalane se kya mil gaya
mit saka na zamane se mera nisha
mujhpe bijli giraao to jane sahi
mujhpe bijli giraao to jane sahi
aashiya par girane se kya fayda
bhulnewale se
tune musa ko nahak hi taklif di
lutf aata agar yaad karte hame
tune musa ko nahak hi taklif di
lutf aata agar yaad karte hame
lutf aata agar yaad karte hame
jinki ankho me tab-e-nazara nahi
jinki ankho me tab-e-nazara nahi
unko jalwa dikhane se kya fayda
bhulnewale se koi kah de zara
is tarah yaad aane se kya fayda
bhulnewale se
Don't know why incomparable Madam did feel need to this poor reciting
whereas Munni Begum already had sung this ghazal many years ago with more
excellence and fully completion and had had a lot of approval on her credit
regarding this marvelous poetry. Either Madam used to sung it better than
her or would have been avoided to copy as a follower.