saanwla saanwla, tu hai chaand saanwla
tujhe dekhu to hove, mera man ye baawla
tujh bin thi duniya sooni, ab nain tere baatuni
tujh bin thi duniya sooni, ab nain tere baatuni
kare baat, din raat, kare baat, din raat
bhunoor bhunoor, bhunoor bhunoor
bhunoor bhunoor, bhunoor bhunoor
bhunoor bhunoor, bhunoor bhunoor
bhunoor bhunoor, bhunoor bhunoor
saanwla saanwla, tu hai chaand saanwla
tujhe dekhu to hove, mera man ye baawla
tujh bin thi duniya sooni, ab nain tere baatuni
kare baat, din raat
bhunoor bhunoor, bhunoor bhunoor
bhunoor bhunoor, bhunoor bhunoor
bhunoor bhunoor, bhunoor bhunoor
bhunoor bhunoor, bhunoor bhunoor
gin chun ke do hi sapne, palkon mein piroye hain
aur dono sapne teri, khushbuon mein khoye hain
karwaton ki sej pe tu, aahaton ki rut mein tu
dhoop ki lihaaf mein tu, baadalon ki but mein tu
meri ungliyan, samajh rahi hai
teri ungliyon ke jazbaat, din raat
bhunoor bhunoor, bhunoor bhunoor
bhunoor bhunoor, bhunoor bhunoor
bhunoor bhunoor, bhunoor bhunoor
bhunoor bhunoor, bhunoor bhunoor
koi tujhse pehle na tha tere baad ho na koi
tera naam ratt lu aise naam yaad hona koi
mannto ke dhago me tu, man ki har murad me tu
titliyo ke rang me tu, imliyon ke swad me tu
mere ishq pe baras rahi hain teri khawhiso ki barsaat
din raat
bhunoor bhunoor, bhunoor bhunoor
bhunoor bhunoor, bhunoor bhunoor
bhunoor bhunoor, bhunoor bhunoor
bhunoor bhunoor, bhunoor bhunoor