Lyrics of Bijli Ho Ya Ghata Ho Ik Sokh Dilruba Tufa Ho Ke Bala Ho - बिजली हो या घटा हो इक शोख दिलरुबा हो तूफा हो के बला हो
bijli ho ya ghata ho ik shokh dilruba ho tufa ho ke bala ho
bhagwaan jaane kya ho ho khub magar aise jaane jigar
kya cheez ho zalim kya kahiye gusse ke ada matwali nazar
kya cheez ho zalim kya kahiye ho khub magar aise jaane jigar

kya cheez ho zalim kya kahiye
rukiye to zara kahiye to bhala rukiye to zara kahiye to bhala
kyo zulm ye mujhpe kya hai khata bemaut hi mara jaata hu
kis baat ki di jati hai saza kis baat ki di jati hai saza
kehta hai mera har zakhme jigar
kya cheez ho zalim kya kahiye gusse ke ada matwali nazar
kya cheez ho zalim kya kahiye ho khub magar aise jaane jigar
kya cheez ho zalim kya kahiye gusse ke ada matwali nazar
kya cheez ho zalim kya kahiye
katil ye ada jis ghar jaaye katil ye ada jis ghar jaaye
us ghar ka safaya kar jaaye insaan bechara cheez hai kya
shaitaan bhi tumse dar jaaye shaitaan bhi tumse dar jaaye
tumne hi meri todi hai kamar