Lyrics of Bikaner Ki Chunri Odhi Lehanga Pehna Jaipur Ka - बीकानेर की चुनरी ओढ़ी लहंगा पहना जयपुर का
bikaner ki chunri odhi lahanga pahna jaipur ka
hath me chudi faiza badi or merath ka gaja
or gajra dal ke tere dil par main nachu
gajra dal ke tere dil par main nachu
bikaner ki chunri odhi lahanga pahna jaipur ka
hath me chudi faiza badi or merath ka gaja
or gajra dal ke tere dil par main nachu
gajra dal ke tere dil par main nachu
choli meri ambale wali jhil mil jisme resham ki jali
choli meri ambale wali jhil mil jisme resham ki jali
jali se tan chamke chamkega mukhda mera damke damkega
aaj bareli wala dal dono aankho ke kajra
o kajra dal ke tere dil par main nachu
o kajra dal ke tere dil par main nachu
bikaner ki chunri odhi lahanga pahna jaipur ka
hath me chudi faiza badi or merath ka gaja
or gajra dal ke tere dil par main nachu
gajra dal ke tere dil par main nachu
chalke chalke sagar ye aankho ke dube jinme imaan lakho ke
chalke chalke sagar ye aankho ke dube jinme imaan lakho ke
aise na dil machle machlenge kahe ko na tadpe tadpenge
chal jawani ki mastani garam garam ye nakhra
o nakhra dal ke tere dil par main nachu
o nakhra dal ke tere dil par main nachu
bikaner ki chunri odhi lahanga pahna jaipur ka
hath me chudi faiza badi or merath ka gaja
or gajra dal ke tere dil par main nachu
gajra dal ke tere dil par main nachu
Hmm!!! One of Jayshree's very finest dance..love her in this performance...
Lovely music of O.P.Nayyar and voice of Asha ji..
Thanks a lot!