Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Bikharee Huyee Hai Chandanee Usape Shabaab Aap Ka
4.33 - 3 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Bikharee Huyee Hai Chandanee Usape Shabaab Aap Ka - बिखरी हुई है चाँदनी उसपे शबाब आप का
bikhri hui hai chandni uspe shabaab aap ka
bikhri hui hai chandni uspe shabaab aap ka
chamka ho aks jaise
chamka ho aks jaise, jamuna kinaare taaj ka
kya kehna huzoor aap ka, kya kehna huzoor aap ka
kya kehna huzoor aap ka, kya kehna huzoor aap ka

mausam ke aayine me dekho to apna chehra
mausam ke aayine me dekho to apna chehra
lagta hai aise jaise ho waqt thehra thehra
jhatko na julf aise kaandhe pe aasmaan hai
bindiya hai jaise taara, chunri yeh raat ma hai
kya kehna huzoor aap ka, kya kehna huzoor aap ka
kya kehna huzoor aap ka, kya kehna huzoor aap ka

aankhe hai aapki yeh saawan ki bijliya hai
aankhe hai aapki yeh saawan ki bijliya hai
muskaan aapki yeh ya udti titliya hai
tum hoor ho pari ho ya meri zindagi ho
mai aur kya kahu bas tum meri bandgi ho
kya kehna huzoor aap ka, kya kehna huzoor aap ka
kya kehna huzoor aap ka, kya kehna huzoor aap ka

bikhri hui hai chandni uspe shabaab aapka
bikhri hui hai chandni uspe shabaab aapka
chamka ho aks jaise
chamka ho aks jaise, jamuna kinare taaj ka
kya kehna huzoor aap ka, kya kehna huzoor aap ka
kya kehna huzoor aap ka, kya kehna huzoor aap ka
lyrics of song Bikharee Huyee Hai Chandanee Usape Shabaab Aap Ka
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
The Hero - Abhimanyu (2010)
Sagar, Hrishita Bhatt, Milind Gunaji, Raza Murad, Razzak Khan, Shiva, Shakti Kapoor, Nikita Rawal, SimranAgam Kumar Nigam, Alka Yagnik, Amit Kumar, Farid Sabri, Shoma Banerjee, Shreya Ghoshal, Sunidhi Chauhan, Udit NarayanSudhakar SharmaFarid Sabri, Guru Dutt, Sahil, PawanSantosh MishraS.R. ChowdhryThe Hero - Abhimanyu at IMDB      The Hero - Abhimanyu at YouTube     |    The Hero - Abhimanyu at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type