bindiya darpan me laga ke
jab jab dekhun main sharma ke
ho bindiya darpan me laga ke
jab jab dekhun main sharma ke
lagta kan me koi jaise
chupke se dhire se bole, din pyar ke aaye re

kaajal bhi mera kaajal bhi
mujhko chhede hain suni rato me
hay aanchal bhi mera aanchal bhi
muskurake aankho aankho me
chupke se dhire se bole, din pyar ke aaye re
chupke se dhire se bole, din pyar ke aaye re
payal bhi mera payal bhi
mujhe kahti hai tu hain lakho me
are kangna bhi mera kangna bhi
itrate baato baato me