Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.00 - 4 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Birha Ki Raat Mose Kaati Nahi Jaat - बिरहा की रात मोसे काटी नहीं जात
birha ki raat mose kaati nahi jaat
nahi tera mera mera tera saath re
birha ki raat mose kaati nahi jaat
nahi tera mera mera tera saath re

ghadi ghadi yaad teri humko rulayegi
teri kasam jaan chali jayegi
jaagu saari saari raat
kahu kaase man ki baat
nahi tera mera mera tera sath re

tu nahi mere paas re jiya hai udaas re
toot gayi aas re
sune din hain suni raat kaise hogi mulakaat
nahi tera mera mera tera sath re
birha ki raat mose kaati nahi jaat
nahi tera mera mera tera sath re

tune mujhe maar diya dil se bisaar ke
haay dil se bisaar ke
chale gaye tere sang din mere pyar ke
haay din mere pyar ke
tune mujhe maar diya dil se bisaar ke
haay dil se bisaar ke
chale gaye tere sang din mere pyar ke
hay din mere pyar ke
rah gayi main to khaali haath hui kaise mujhe maat
nahi tera mera mera tera saath re
birha ki raat mose kaati nahi jaat
nahi tera mera mera tera sath re
lyrics of song Birha Ki Raat Mose Kaati Nahi Jaat
Comments on song "Birha Ki Raat Mose Kaati Nahi Jaat"
TheDeepakp on Tuesday, April 01, 2014

FILM: "BIWI" = 1950.
CAST: Pran Mumtaz Shanti, Veena, Madhuri, Naasser, Ram Lal, Murad, Gulnaar,
Anjaam, Shabnam and Sheila Verman.
Singer: Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Geeta Dutt, Meena Kapoor
Lyricist: Aziz Hindi, Nazim Panipati, Wali Sahab
Music Director: Aziz Hindi, & Sharmaji {Khaiyyam}
Director: Kishore Sharma.

The film has a total of 13 songs, of which 4 songs are by Khayyaam (as
Sharma ji).
LakshmiNam on Thursday, September 20, 2012
This is the only copy of the song in YT. Thanks a lot for the upload.
According to website anmol fankaar, originally, this tune was used for the
Rajkumari song Kali Kali Raat Beeti Jaaye Barsaat in film Dil Ke Tukde in
1940s. The film was never released, and Aziz Khan "Hindi" resused it for
this Asha Bhosle song. I am glad he did.
shahid aly on Friday, April 03, 2015
Asha ji is certainly not 'Bhooli' nor 'Bisri' !!
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Biwi (1950)
PranAsha Bhosle, Mohammed Rafi, Geeta Dutt, Meena KapoorAziz Hindi, Nazim Panipati, Wali SahabAziz Hindi, SharmajiBiwi at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type